RULA KE GAYA ISHQ LYRICS – Stebin Ben Lyrics – lyrics Bazar

RULA KE GAYA ISHQ LYRICS – Stebin Ben Lyrics – Lyrics Bazars

SingerStebin Ben
Song WriterKumaar

Producer: Anurag Bedi – Business Head Zee Music Company Song – Rula Ke Gaya Ishq Composer – Sunny Inder Singer – Steven Ben Lyricist – Kumaar

RULA KE GAYA ISHQ LYRICS

Oho ho…
Oho ho… o…

Kaash tu mere haq mein hota
Banke yaqeen shaq mein hota
Kaash tu mere haq mein hota
Banke yaqeen shaq mein hota

Par aisa hua nahi
Tu hai meelon door kahi
Tere sang pal do pal ko
Hasna jo chaaha to..

Rula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Ke maane nahi dil ye mera
Kaise chup main karaaun ve

Rula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Ke maane nahi dil ye mera
Kaise chup main karaaun ve

Yaar bichhda mila de koi
Aankhaan raundiyan zaar zaar
Hansa de koi…

Rula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Ke maane nahi dil ye mera
Kaise chup main karaaun ve

Rula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Ke maane nahi dil ye mera
Kaise chup main karaaun ve

Khaabon se zyada aansuon se dosti kar baithe
Jeene ki khwaahish mein lamha lamha mar baithe

Khaabon se zyada aansuon se dosti kar baithe
Jeene ki khwaahish mein lamha lamha mar baithe

Tu aise juda huaa
Main raat tu subah hua
Tujhpe main marta raha
Tujhe yaad main karta raha

Bhula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Bhula ke gaya ishq tera
Rula ke gaya ishq tera
Kaise chup main karaaun ve…

Leave a Reply